Dec 10, 2017

Link your mobile number with aadhar card via OTP and IVRS

Link your mobile number with aadhar card via OTP and IVRS 



Mobile number ko aadhar se link karne ki deadline sarkar ne badhai. Ab users february ki paheli saptah se mobile ko aadhar se link kar sakege. Iss ke baad bhi aap agar aap ke number ko aadhar se link nahi karoge to aap ka mobile number bandh ho jayega. Agar aap chahe to aap IVRS( interactive voice response system) ke tahat aapke mobile number ko aadhar se link kar sakte hai........

Link your mobile number with aadhar card via OTP and IVRS 

Follow the Steps :

Step 1 : Aap ke Mobile number se service provider ke IVRS number pe call kijiye.

Step 2 : IVRS pe call karne ke baad Nationality ki pasandgi kijiye.

Step 3 : Aadhar act ke tahat Demographic Authentication ke liye anumati dijiye.

Step 4 : UADI aapke register mobile number pe ak OTP send karege. IVRS system me OTP no. ko Enter kijiye. OTP enter karne ke baad 24 hour me apke paas verification ka message aajayega. 


No comments:

Post a Comment